Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMain Nashe Mein Hoon (1959)
HomeMain Nashe Mein Hoon (1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum hain to chaand aur taare jahaan ke ye rangeen nazaare haaye re haaye o duniya hum teri nazar mein awaare jeevan ke ye lambe raste kaatenge gaate haste jeevan ke ye lambe raste kaatenge gaate haste mil jaayegi hum ko manzil ik roz to chalte chalte mil jaayegi hum ko manzil ik roz to chalte chalte armaan jawaan hain hamaare chhoone ko chale hain sitaare haaye re haaye o duniya hum teri nazar mein awaare ek josh hai apne dil mein ghabraaye na hum mushkil mein ek josh hai apne dil mein ghabraaye na hum mushkil mein seekha hi nahin ruk jaana badhte hi chale mehfil mein seekha hi nahin ruk jaana badhte hi chale mehfil mein karte hain gagan se ishaare bijli pe kadam hain hamaare haaye re haaye o duniya hum teri nazar mein awaare raahon mein koi jo aaye wo dhool bane reh jaaye raahon mein koi jo aaye wo dhool bane reh jaaye ye mauj hamaare dil ki ab jaane kahan le jaaye ye mauj hamaare dil ki ab jaane kahan le jaaye hum pyaar ke raaj dulaare aur husn ke dil ke sahaare
kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum jab nazar milayegi shokh dilruba bin piye hi chhayega humpen ek nasha hans ke gul khilaayegi uss ki har adaa hum kahenge jaaneman tujh pe hum fidaa kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri raah mein khaden hain hum kisi nargisi nazar ko dil denge hum hum zaroor paayenge ek nayi bahaar kam nahin jahaan mein husn waale hai hazaar kar rahe hain aaj hum jiska intezaar khud hi chali aayegi wo hoke beqaraar kisi nargisi nazar ko dil denge hum kaali zulf ke saaye mein dum lenge hum aye haseen tere har sitam sahenge hum aa bhi jaa ke teri
lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo milne paayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa chup hai zubaan lekin chaahat ye keh rahi hai mere hi khoon ki nadiyaan uss dil mein beh rahi hain main pyaar kaa hoon baadal aur wo hai meraa saayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa dil keh rahaa hai mera usko gale lagaa loon seene ki aag ko main us pyaar se bujhaa loon maali kaa ghar ujad gayaa aur phool rang laayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa
zaahid sharaab peene de masjid mein baith kar yaa wo jagaah bata de jahaan par khuda na hoo oo hoo mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon kal ki yaaden mit rahi hain dard bhi hai kam ab zara aaram se aa jaa raha hai dam are aa jaa raha hai dam kam hai ab dil ka tadapna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon dhal chuki hai raat kab ki uth gayi mehfil main kahaan jaaun nahin koi meri manzil nahin koi meri manzil do kadam mushkil hai chalna main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon hai zara si baat aur chhalke hain kuchh pyaale par na jaane kya kahenge ye jahaan waale kahenge ye jahaan waale tum bas itna yaad rakhna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon
maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya dikha kar sapnon ki jhalki bhula baithe baaten kal ki humi se ab takraate ho bade bhole bante ho ji tumhaari jo kahaani hai humaari bhi kahaani hai ye kaisi bezubaani hai na bole kuchh bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya sambhalo main gir jaaungi kali naazuk murjhaungi na aise hairat se dekho tumhen main sab samjhaungi meetha sa jo khumaar hai isi ka naam pyaar hai isi se bekaraar hai humaara dil bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm
nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki jaate kahaan ruke
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye nis din sataaye saiyaan mujhko jalaaye saiyaan bairi sautaniyaa ko garwaa lagaaye saiyaan ho ji hooooooooo dhukhda naa jaane dhukhda naa jaane naa jaane rasiyaa chhaliyaa hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye natkhat rangeela aisa laage kanhaiyaa jaisa batiyon se apna kar le mann ko rijhaaye aisa ho ji hooooooooo kitna manaaya kitna manaaya naa maane batiyaan baitiyaan hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye neha lagaaye
aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa hoooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye nis din sataaye saiyaan mujhko jalaaye saiyaan bairi sautaniyaa ko garwaa lagaaye saiyaan ho ji hooooooooo dhukhda naa jaane dhukhda naa jaane naa jaane rasiyaa chhaliyaa hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye natkhat rangeela aisa laage kanhaiyaa jaisa batiyon se apna kar le mann ko rijhaaye aisa ho ji hooooooooo kitna manaaya kitna manaaya naa maane batiyaan baitiyaan hooooo sajan sang kaaaaaahe neha lagaaye neha lagaaye ke hum pachhtaaye aur jahaan muskuraaye jahaan muskuraaye sajan sang kaahe neha lagaaye neha lagaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Hain To Chaand Aur Taare Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:23 16270
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 16270   

Kisi Nargisi Nazar Ko Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:46 13652
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Maruti
Duration : 03:46   Song Number : 13652   

Lo Khoon Se Khoon Juda Huaa Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:32 38774
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:32   Song Number : 38774   

Main Nashe Mein Hoon Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:36 11813
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 11813   

Maine To Nahin Pee Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:50 17769
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:50   Song Number : 17769   

Nazar Nazar Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:48 31155
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 31155   

Sajan Sang Kaahe Neha (Long Version) Main Nashe Mein Hoon (1959) 05:23 12375
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:23   Song Number : 12375   

Sajan Sang Kaahe Neha (Short) Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:28 12528
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12528